Search Console me Blog Submit Karne Ke Fayde

Google Search Console me Blog Submit Karne Ke Fayde



Hello Dosto, Ek baar fir aapka swagat hai mere nay post me. Abhi tak aapne Blog ko Google Search Console me Add karne, Sitemap Submit karne or Post Index karna Sikha. In sabhi Post ko padh kar aapko iske fayde ke bare me pata to chal hi gaya hoga. Agar aapne abhi tak ye post nahi padha hai to niche diye gaye links par jakar hamara Post jarur padhiyega. 





Aaj hum is post me Search Console me Blog Add karne ke kuch or faydo ke bare me batayenge jo sayad aap nahi jante honge. Aaiye jante hain unhi faydo ke bare me:-

  1. Search Console me Blog Add karne se hamare Blog ka Search Engine me upar aane ke chance badh jata hai.
  2. Post Index karne se hamara post/Site Search me jaldi aane lagti hai.
  3. Hamare Site/Blog ki visits badh jati hai.
  4. Agar hamare Blog ya Post ke URL me kisi tarah ki koi error hogi to vo hame pata chal jata hai or hum usey fix kar sakte hain.
  5. Hame un Keywords ka pata chata hai jisey search kar ke visitors hamare blog/site par aate hain.
  6. Kis Desh se hamare blog/site par kitne clicks hue, Kaun se device me sabse jyada hamara blog/site khola gya, Kis page par sabse jyad clicks hue, ye sabhi ham jaan sakte hain.


Aasha karta hu aapko ye post pasand aaya hoga. Agar Post/Blog se sambandhit koi sujhav ho to comment kar ke jarur bataiye. Thank You.
loading...
Previous
Next Post »